Anjaan Si Larki
Mere khwaabo mein haseen chehre wali anjaan se ladki rehti hai
Kabhi nazrein milati hai kabhi nazrein churati hai
Kabhi dewana karti hai kabhi pagal
Kabhi nagin se lat se khaylti hai darati hai

Kabhi masoom sa chehra bana kar saham jaati hai
Kabhi anchal sametti hai kabhi khud simat jaati hai
Kabhi chalte hi chalte thoda sa ruk se jaati hai
Kabhi aabroo churati hai kabhi palkein jukati hai.
Kabhi masoom sa chehra bana kar seham jaati hai
Kabhi khamosh se khamosh chup se rehti hai
Kabhi chalti hai latak matak ke chalti hai
Kabhi payal ki cham cham se neendon ko udati hai

Kabhi bas saath rehne ke jhote waade karti hai
Kabhi choti se choti baat pe rooth jaati hai
Kabhi dosti banti hai tu saare dukh baantti hai
Kabhi hijr mein akela sa tanha sa chor jaati hai

Kabhi gairon se hans hans kar baatein karti hai
Kabhi begaana karti hai kabhi apna banati hai
Isliye kareeb itna mujh ko bhaati hai
Apni cheezon pe mera naam likh jaati hai
Ankhon hi ankhon mein dil ko har baat kehti hai
Mere khwaabon mein haseen chehre wali anjaan si ladki rehti hai.

No comments:
Post a Comment